Latest 135+ Heart Touching Sad Shayari in English 2025

Heart Touching Sad Shayari in English

कभी-कभी ज़िंदगी में ऐसा वक़्त आता है जब दिल का दर्द लफ्ज़ों में बयां करना मुश्किल हो जाता है। अगर आप Heart Touching Sad Shayari in English ढूंढ रहे हैं, तो आप सही जगह पर आए हैं। ये गहरी और भावनात्मक शायरी आपके टूटे दिल और खोए हुए प्यार की कहानी कहेंगी।

शायरी हमेशा से एक ऐसा ज़रिया रही है जिससे हम अपने जज्बातों को दुनिया तक पहुँचा सकते हैं। चाहे वो किसी अपने का बिछड़ना हो या अधूरा प्यार, ये शायरी आपके दिल को छू जाएगी।

Heart Touching Sad Shayari in English

Heart Touching Sad Shayari in English
Heart Touching Sad Shayari in English

Chod Na Yar Kya Rakha Hai Sunne Or Sunane Mein
Kisi Ne Kasar Nahi Chodi Dil Dukhane Mein.

Tamanna Thi Ki Koi Toot Kar Chaahe Hame
Magar Ham Khud Hi Toot Gae Kisi Ko Chahte Chahte.

Heart Touching Sad Shayari in English
अंग्रेजी में दिल को छू लेने वाली दुखद शायरी

Khamosh Chehre Par Lakhon Pehre Hote Hai
Hansti Hui Aankhon Mein Zakhm Bade Gahare Hote Hain.

Har Waqt Milti Rahati Hai Mujhe Anjaani Si Saza
Main Kaise Poochoon Taqdeer Se Mera Kasoor Kya Hai.

Heart Touching Sad Shayari in English
Heart Touching Sad Shayari in English

Kaise Bhula Dete Hai Log Teri Khudai Ko Ye Rab
Mujhase to Tera Ek Sakhsh Bhulaya Na Gaya.

Chaar Din Aankho Mein Nami Hogi
Main Mar Bhi Jau to Kya Kami Hogi.

Emotional Heart Touching Sad Shayari in English

Emotional Heart Touching Sad Shayari in English
भावनात्मक दिल को छू लेने वाली दुखद शायरी अंग्रेजी में

Apno Se Dil Lagane Ki Aadat Nahi Rahi
Har Waqt Muskurane Ki Aadat Nahi Rahi.

Mat Poochho Sheeshe Se Uske Tootne Ki Wajah
Usane Bhi Meri Tarah Kisi Patthar Ko Apana Samjha Hoga.

Emotional Heart Touching Sad Shayari in English
Emotional Heart Touching Sad Shayari in English

Yahan Koi Tuta Hua Hai Koi Rutha Hua Hai
Yeh Ishq Na Jane Kitano Ko Luta Hua Hai.

Apni Halat Ka Khud Ehsas Nahi Hai Mujh Ko
Main Ne Auron Se Suna Hai Ke Pareshan Hoon Main.

Emotional Heart Touching Sad Shayari in English
Emotional Heart Touching Sad Shayari in English

Mujhe Bhi Yaad Rakhana Jab Likho Tarikh Wafa Ki
Mainne Bhi Lutaya Hai Mohabbat Main Sukoon Apna.

Khud Hee Roe Aur Khud Hee Chup Ho Gae
Ye Soch Kar Ke Koi Apna Hota to Rone Na Deta.

Heart Touching Sad Shayari in English for Life

Heart Touching Sad Shayari in English for Life
Heart Touching Sad Shayari in English for Life

Ajeeb Mukaam Se Guzra Hai Kafila Zindagi Ka
Sukoon Dhoondne Chale Neend Bhi Gawan Baithe.

Muft Mein Nahi Seekha Udasi Mein Muskurane Ka Hunar
Badale Mein Zindagi Ki Har Khushi Tabah Ki Hai.

Heart Touching Sad Shayari in English for Life
जीवन भर के लिए अंग्रेजी में दिल को छू लेने वाली दुखद शायरी

Kitna Muskil Hai Ye Jindagee Ka Saphar
Khuda Ne Jeena Mushkil Kiya Aur Logo Ne Marna.

Jaane Woh Kaise Muqaddar Ki Kitab Likh Deta Hai
Saans Ginati Ke or Khwahishe Be Hisaab Likh Deta Hai.

Heart Touching Sad Shayari in English for Life
Heart Touching Sad Shayari in English for Life

Ye Na Poochh Kitni Shikayaten Hain Tujhase Ai Zindagi
Sirph Itana Bata Kee Tera Koi Aur Sitam Baaqi to Nahin.

Thak Ke Baith Jaoon to Gale Se Laga Lena Ae Zindagee
Ab Kisi Se Ummeed Nahi Rahi Hamen Is Farebi Zamane Mein.

Heart Touching Sad Shayari in English Hindi

Heart Touching Sad Shayari in English Hindi
Heart Touching Sad Shayari in English Hindi

Is Bhari Duniya Men Koi Bhi Hamara Na Hua
Gair to Gair Hain Apno Ka Sahara Na Hua.

Ab to Khwaabon Mein Aana Chhod Do Ab Kahan Hum Saath Hain
Tumhare Saath Bhi Barbaad the Tumhare Baad Bhi Barbaad Hain.

Heart Touching Sad Shayari in English Hindi
Heart Touching Sad Shayari in English Hindi

Aesa Nahi Tha Ki Dil Mein Teri Tasveer Nahin Thi
Bas Mere Hathon Mein Tere Naam Ki Lakeer Nahin Thi.

Na Jaane Kaisi Najar Lagi Hai Is Zamane Ki
Wajah Hee Nahi Mil Rahi Muskurane Ki.

Heart Touching Sad Shayari in English Hindi
अंग्रेजी हिंदी में दिल को छू लेने वाली दुखद शायरी

Woh Dil Laga Ke Mere Dil Se Khelate Rahe
Ham Sar Jhuka Ke Sare Sitam Jhelate Rahe.

Kabhi Mujh Ko Sath Lekar Kabhi Mere Sath Chal Kar
Woh Badal Gaya Achanak Meri Zindagi Badal Kar.

Dard Heart Touching Sad Shayari in English

Suna Hai Koi Hai Nahi Tumhare Paas Man Behlane Ko
Kaho to Bhej Doo Apna Dil Phir Se Dukhane Ko.

Neend Men Bhi Girate Hai Meri Aankhon Se Aansu
Tum Khwaab Men Bhi Mera Hath Chod Dete Ho.

Dilwale to Hum Bhi the Mohabat Main Dil Jala Baithe
Takdir Hi Apni Kuch Aise Thi Ek Bewafa Se Dil Laga Baithe.

Kaash Ki Khuda Ne Dil Shishe Ke Banaye Hote
Todane Vale Ke Hathon Men Zakhm to Aaye Hote
.

Aise Maahaul Mein Dava Kya Hai Dua Kya Hai
Jahaan Kaatil Hee Poochhe Kee Hua Kya Hai.

Koi Mila Hi Nahin Jisako Bata Dete
Har Ek Ne Dil Toda Kis Kis Ko Saza Dete.

Love Heart Touching Sad Shayari in English

Love Heart Touching Sad Shayari in English
Love Heart Touching Sad Shayari in English

Use Sapane Dikhane Ki Aadat Thi Our Ham Bunate Rahe
Use Jhuth Bolane Ki Aadat Thi Our Ham Sunate Rahe.

Tum Kya Jaano Apane Aap Se Kitana Main Sharminda Hoon
Chhoot Gaya Hai Saath Tumhaara Aur Abhee Tak Zinda Hoon.

Love Heart Touching Sad Shayari in English
Love Heart Touching Sad Shayari in English

Mout Ki Khwahish Ab Nahi Karenge Ham
Tadapata Hua Dekhna Hai Tumhen Gair Ke Liye.

Teri Yaadon Ke Sahaare Jie Ja Rahe Hain
Bin Tere Ham Bhi Kuch Adhore Se Rahe Hain.

Love Heart Touching Sad Shayari in English
Love Heart Touching Sad Shayari in English

Karni Nahi Aati Tumhe Mohabbat Fir Bhi Karte Ho
Pana Bhi Nahi Chahte Our Khone Se Darate Ho.

Zakhm Purane Hue Koi to Naya Zakhm De Jao
Chalo Aao Phir Se Phir Se Wohee Ishq Le Aao.

Status Heart Touching Sad Shayari in English

Status Heart Touching Sad Shayari in English
Status Heart Touching Sad Shayari in English

Tu Bhi Aaine Kee Tarah Bevapha Nikalee
Jo Bhi Saamane Aaya Bas Usi Ki Ho Gayi.

Kati Hui Tahaniyan Kaha Chhaon Deti Hain
Had Se Jyada Ummiden Hamesha Ghao Deti Hain.

Status Heart Touching Sad Shayari in English
Status Heart Touching Sad Shayari in English

Ek Ajeeb See Jang Hai Mujh Mein
Koi Mujhase Hee Tang Hai Mujh Mein.

Manaya Nahin Gaya Mujhase Is Bar
Uski Narazagi Men Aabad Koi Our Tha.

Status Heart Touching Sad Shayari in English
Status Heart Touching Sad Shayari in English

Na Dhoondh Mera Kirdaar Duniya Ki Bheed Mein
Wafadaar to Hamesha Tanha Hee Milate Hain.

Akele Hi Guzarni Parti Hai Zindagi
Log Tasaliyan to Dete Hain Par Sath Nahin.

Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend

Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend
Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend

Ham Dono Hi Dhoka Kha Gae, Maine Tumhe Ouron Se
Alag Samajha Our Tumane Mujhe Auron Jaisa Samajha.

Raah Dekhenge Teri Chahe Zamaane Lag Jae
Ya Too Aa Jae Ya Ham Hee Thikaane Lag Jae.

Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend
Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend

Mana Ki Ham Galat the Jo Tujhase Chahat Kar Baithe
Par Royega Kabhi Tu Bhi Aisi Wafa Ki Talash Men.

Chalo Khelen Wohee Baajee Jo Purana Khel Hai Tera
Too Phir Se Bewafai Karana Main Phir Aansu Bahaunga.

Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend
Heart Touching Sad Shayari in English for Boyfriend

Laga Kar Ishq Ki Baji Suna Hai Ruth Baithe Ho
Mohabbat Mar Dalegi Abhi Tum Phool Jaise Ho
.

Teree to Phitarat Thi Sabase Mohabbat Karne Kee
Ham to Bewajah Khud Ko Khushnaseeb Samajhane Lage
.

Very Heart Touching Sad Shayari in English

Very Heart Touching Sad Shayari in English
Very Heart Touching Sad Shayari in English

Ache Hote Hain Vo Log Jo Aakar Chale Jate Hain
Thoda Thahar Kar Jane Wale Bahut Rulate Hain.

Khwaab Ki Tarah Bikhar Jaane Ko Jee Chahta Hai
Aisi Tanhai Ke Mar Jaane Ko Jee Chahta Hai.

Very Heart Touching Sad Shayari in English
Very Heart Touching Sad Shayari in English

Louṭ Aati Hai Har Bar Dua Meri Khali
Jane Kitani Uunchai Par Khuda Rahata Hai.

Jinako Soch Kar Akele Mein Muskuraya Karate the
Ab Unhi Ko Soch Kar Akele Mein Roya Karate Hain.

Very Heart Touching Sad Shayari in English
Very Heart Touching Sad Shayari in English

Teri Yado Ko Pasand Aa Gayi Meri Aankho Ki Nami
Hansana Chahun Bhi to Rula Deti Hai Teri Kami.

Kaash Too Poochhe Mujhse Mera Haal-e-Dil
Main Tujhe Bhi Rula Doon Tere Sitam Suna Suna Kar.

Also Read : Emotional Shayari

Final Words

टूटे दिल का दर्द कोई नहीं समझ सकता, मगर Heart Touching Sad Shayari in English के ज़रिए आप अपने जज्बातों को शब्दों में ढाल सकते हैं। अगर ये शायरी आपके दिल को छू गई, तो इसे अपने दोस्तों के साथ ज़रूर शेयर करें।

FAQs

एक अच्छी शायरी जो गहरा एहसास दिलाए:
“Some wounds heal, some never fade,
Memories stay, though love betrayed.”

हाँ, ये शायरियाँ आपके WhatsApp Status पर लगाने के लिए एकदम सही हैं।

बिल्कुल! इनमें प्यार की गहराई और दर्द दोनों का एहसास है।

आप itsshayariinhindi.com पर और भी गहरी और भावनात्मक शायरी पढ़ सकते हैं।

बिल्कुल! अगर ये शायरी आपके दिल को छू गई हैं, तो इन्हें अपने दोस्तों के साथ शेयर करें।

Discover how Captionstime helps create engaging captions. Elevate your posts with words that catch attention and spark interest. Perfect captions make sharing moments even more special.

Similar Posts

  • Rineplex.com Recensie: Het Handelsplatform Waar Traders Vertrouwen in Hebben voor Eenvoud en Succes

    Eerste Indruk, Blijvende Impact Bij handelsplatformen bepaalt de allereerste interactie vaak of een trader zich zelfverzekerd voelt om te blijven of gefrustreerd raakt en vertrekt. Zoals benadrukt in meer dan één gedetailleerde Rineplex.com Recensie, weet dit platform meteen indruk te maken op de juiste manier. Vanaf het eerste inloggen voelt het ontwerp professioneel maar toch…

  • Accommodation  Facts and Routes to Mount Gunung Slamet

    Accommodation Options at Mount Gunung Slamet While the summit itself does not host permanent facilities, there are several accommodation options available in the nearby towns and villages. Trekkers can find guesthouses, homestays, and small hotels offering basic amenities that capture the local charm. In towns like Buntut and Purwokerto, visitors can enjoy comfortable lodging and…

  • Serie A Live Streaming: Enjoying the Art of Defensive Football

    The Misunderstood Masterpiece In the world of modern football, where viewers are addicted to high pressing and end-to-end chaos, Italy’s Serie A is often misunderstood. Critics call it slow, defensive, or even boring. They are wrong. Watching Serie A is not about waiting for a goal; it is about appreciating the architecture of the game….

  • How A First Aid Course Helps You Stay Calm Under Pressure?

    Pressure changes how people think. In emergencies, stress can cloud judgment, slow reactions, and lead to panic. This is why many individuals struggle to act even when they want to help. A first aid course does more than teach emergency techniques. It trains the mind to stay composed, focused, and effective when situations feel overwhelming….

  • Why Speed Practice with a Quadratic Equation PDF Improves Scores

    Many candidates struggle to solve Quadratic Equation questions accurately within the strict time limit provided. Learning effective shortcut tricks is essential for improving speed and completing each question without wasting time. Practising regularly from reliable study materials ensures steady improvement and builds familiarity with different question formats. Here, we examine how speed practice enhances accuracy,…

  • 7mth – แหล่งข้อมูลข่าวกีฬาแบบเรียลไทม์ทุกแมตช์ทุกลีก

    7mth คือเว็บไซต์ที่รวบรวมข้อมูลการแข่งขันกีฬาแบบเรียลไทม์ที่ผู้เล่นสามารถเชื่อถือได้. ระบบของ เว็บไซต์ ครอบคลุมทั้งผลสด สถิติทีม และข้อมูลนักเตะจากหลายลีกทั่วโลก. บทความนี้จะช่วยให้คุณเข้าใจวิธีใช้งานฟีเจอร์เด่นของ เว็บไซต์ เพื่อการติดตามผลและวิเคราะห์เกมที่แม่นยำยิ่งขึ้น. 7mth คืออะไรและทำไมถึงได้รับความนิยมอย่างรวดเร็ว 7mth เป็นแพลตฟอร์มข้อมูลกีฬาที่ช่วยให้ผู้ใช้งานเข้าถึงผลการแข่งขัน สถิติ และข้อมูลทีมได้อย่างรวดเร็วทันใจ. ความแม่นยำและความเสถียรของระบบทำให้หลายคนเลือกใช้ 7mth เป็นแหล่งข้อมูลหลักสำหรับการติดตามเกมทุกวัน. ระบบแสดงผลรวดเร็วทันใจ การแสดงผลของ เว็บไซต์ ทำงานแบบเรียลไทม์ โดยข้อมูลอัปเดตทันทีเมื่อมีประตูหรือเหตุการณ์ใหม่เกิดขึ้นในสนามซึ่งช่วยให้ผู้ใช้ไม่พลาดช่วงสำคัญของเกม. ความเร็วนี้รองรับการแข่งขันมากกว่า 500 แมตช์ต่อวันจากหลายลีกทั่วโลกอย่างต่อเนื่อง. การอัปเดตที่รวดเร็วเช่นนี้ทำให้ผู้ใช้สามารถติดตามสถานการณ์เกมได้แม่นยำยิ่งขึ้นในทุกช่วงเวลา. ระบบยังมีฟังก์ชันแยกประเภทข้อมูลให้เลือก เช่น ผลสด สถิติย้อนหลัง และข้อมูลทีม เพื่อให้เข้าดูง่ายและประหยัดเวลา. การจัดหมวดหมู่ที่ชัดเจนทำให้ผู้ใช้ใหม่เข้าใจการใช้งานได้ตั้งแต่ครั้งแรกโดยไม่ต้องเรียนรู้อะไรมาก. สิ่งนี้ช่วยเพิ่มประสิทธิภาพในการติดตามเกมอย่างชัดเจนสำหรับทั้งผู้เล่นมือใหม่และผู้ที่ติดตามกีฬามาอย่างยาวนาน. ฐานข้อมูลครอบคลุมหลายทวีป 7mth เก็บข้อมูลจากลีกต่าง ๆ มากกว่า 60 ประเทศรวมถึงยุโรป เอเชีย และอเมริกาใต้ซึ่งมีจำนวนการแข่งขันจำนวนมากต่อวัน. รายละเอียดแต่ละลีกประกอบด้วยตารางคะแนน ผลการแข่งขัน และข้อมูลทีมแบบครบถ้วน. ความหลากหลายนี้ทำให้ผู้ใช้งานไม่ต้องค้นหาข้อมูลจากหลายเว็บไซต์พร้อมกัน. ข้อมูลรวมถึงรายละเอียดทีมเล็กในลีกระดับรองที่หลายเว็บมักไม่แสดงผลครบถ้วน. สิ่งนี้มีประโยชน์สำหรับผู้ใช้ที่ต้องการวิเคราะห์เชิงลึกก่อนตัดสินใจติดตามหรือประเมินรูปแบบการแข่งขัน. ความครบถ้วนของฐานข้อมูลทำให้ เว็บไซต์ เป็นทางเลือกของผู้ใช้งานที่ต้องการข้อมูลแบบละเอียดจริงจัง. ใช้งานง่ายสำหรับผู้เล่นทุกระดับ…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *